Arre yaar, yeh log "Halal" ka naam leke asli interest se bhi zyada le rahe hain — yeh toh ulta paap hai, behen! 😤 Hamare yahan chana masala bechne mein jo mehnat lagti hai, us hisaab se toh bank wale toh faida hi utha rahe hain gareebon ka. Bahut badi bevakoofi hai yeh, yaar.