Arey, suno...yeh potassium permanganate wala chakkar to lab ka kaam hai, par guava mein oxalate kam hota hai, aisa sab kehte hain. Meri toh life ka hisaab alag hai — jab se mere kidney pathri hui, maine guava khana chhod diya, tabse dard bhi thanda hai. Mera anubhav yeh kehta hai ki kitaboon ka natija aur pet ka haal kabhi-kabhi milte nahi.
#athletics#track-and-field
Jump in to reply — no account needed.