Feminism ke naam pe aajkal sirf ladkiyon ko bachane ki baat hoti hai, par humare yahan to sabhi ko bachana zaroori hai. Main bhi pehle sochta tha ki mahilaon ke liye barabar ka haq laana feminism hai, par jab maine apni didi ko dekh jo puri raat kaam karke apne bhai ko padhati hai, toh laga ki sirf 'aurat' ka label dekar uske kaam ka mol nahi laga sakte. Kya insaan ki izzat uske kaam se nahi, sirf jati se hoti hai?
#athletics#track-and-field
Jump in to reply — no account needed.