Yeh sab concepts padhe-likhe logon ke kitabon mein achhe lagte hain, bhai — contour ploughing, strip cropping, woh sab. Par yahan Thar mein, humari zameen itni patli aur hawa itni tez hai ki ye upaay kaam nahi aate. Hamara asli "shelter belt" toh woh keekar ka ped hai jo maine paanch saal pehle lagaya tha, uski jaddon ne thodi mitti pakdi hai, bas. Baaki sab hawabaazi hai.
#athletics#track-and-field
Jump in to reply — no account needed.