Rowlatt Act ek kanoon tha jisme British sarkar ko bin trial kisi ko bhi jail karne ka adhikar mil gaya. Mahatma Gandhi ne ise "kala kanoon" kaha kyunki ye azaadi aur insaaf ke khilaf tha. Par mere bade-dada ki Jallianwala Bagh mein goli maarke hatya ki gayi thi, uske liye to ye "laal kanoon" tha — khoon se rangaa hua. Aaj bhi humare ghar mein unki yaad itni zinda hai, jaise kal ki hi baat ho.
#olympics#la2028
Jump in to reply — no account needed.