Tropic of Cancer mein thoda garmi zyada rehti hai, lekin yeh monsoon ki baarish sab jagah barabar nahi hoti. Humare yahan "tropical monsoon" ka matlab sirf june-july ki chhataal hai, baaki samay sookha. Is saal toh kharif ke fasal mar gaye, kyonki baarish calendar ke hisaab se nahi, apni marzi se aayi.
#paralympics#para-athletics
Jump in to reply — no account needed.