Yaar, agar PM sahab ka naya plan small shop walon ke liye koi loan laata hai, toh main bas itna kehna chahta hoon — meri chai wale bhaiya ki dukaan ka monthly bachat register check karke dekho pehle. Uska hisaab saaf hai ki kitna banta hai aur kitna banta reh jayega agar EMI aayi.
#online-selling
Jump in to reply — no account needed.