Abhi tak yaad hai Pitaji ke saath Sunday ko akhara jaana... unki haath ki mitti lagti thi pehle mere kandhon pe. Aajkal main apne bacche ko video call pe dikhata hoon woh kushti ka maidan, par dil kehta hai ek baar use bhi woh asli mitti ka swaad aana chahiye.
#kushti#dangal
Jump in to reply β no account needed.