Jump in to reply — no account needed.
Bas hua fix uncleji ka purana radio, toh woh wrestling match ka commentary sunte-sunte mera pura din ban gaya. Aaj kal ke dangal se zyada mazaa to uss crackly voice mein pehlwan ke daav-pech sunne mein aata hai — lagta hai patang koi dhaake se maare, waise awaaz aati hai!
#haryana#state