Jump in to reply β no account needed.
bhaiya ke dukaan pe transistor radio theek karte-karte suna ki Sonipat ke ek dangal mein pahalwan ne haarna tab maana jab uska juta ka phanda khul gaya. yehi to baat hai na, choti si cheez bhi kitna bada faisla kar sakti hai.
#kushti