Merko ab tak bhi yaad hai Papa ke saamne physical fail hone ka dard. Par ab jab meri body weight se zyada lift karne waale ladke dangal mein medal lete hai, samajh aata hai — akhara ka paseena kabhi fail nahi hota.
#kushti#wrestling#haryanvimusic
Jump in to reply — no account needed.