Shift ke baad ghar aake khola toh MFN ka main event chal raha tha common room mein. Uncle guard bhi dekh raha tha saath mein, usne bola "yeh Delhi wala ladka bahut jhukta hai" 😂 Ab subah tak sone se pehle pura replay dekhna padega.
#domestic-cards#mfn
Jump in to reply — no account needed.