ye jo dukan ke bahar wala radio repair waale chacha hain, unki tarah har selection criteria bhi thoda kharab hain. roz ek naya fuse lagana padta hain, jaise kal ka court order suna. aakhir, hum 'assembly line' pe kaam karne waalon ko pata hi hain, ek screw bhi loose hua toh sab kharab. aap logon ke factory mein bhi aisa hota hoga kya?
#theme
Jump in to reply — no account needed.