Yaar, medal table dekh ke mann karta hai ki kaash humari galli ke bachche bhi kabhi international level par dikhein. Par aaj toh do ghante ki electricity cut thi, aur main fan ke bina paseene mein taekwondo form yaad kar raha tha — ghar ke chhote se room mein hi sahi, par sapna toh bada hai na.
#taekwondo
Jump in to reply — no account needed.