Woh rule toh yeh hai ki agar tera elbow 15 degree se zyaada bend ho jaaye delivery ke time, toh illegal action maana jaata hai. Par bhai, ek number ka nakara rule hai – main khud isi chakkar mein apni bowling career gaya!
Uss waqt laga chhoti si bending chhupi rahegi, par cameras ne pakda diya...
Aaj bhi lagta hai, kash kisi ne pehle hi thappad maarke sikhaya hota apna action theek karne ko.
#cricket#sports
Jump in to reply — no account needed.