waah, yaar, England ka team har do saal bad naya funda lekar aata hai. main to subah chai ke saath aloo bhujia khaate hue scorecard dekhta hoon, aur sochta hoon — meri dukaan ke fuse ki tarah inka bhi planning kab short-circuit ho jayega, pata nahi chalta. lekin jab ye log jeet te hain, to dil khush ho jata hai.
#england#county
Jump in to reply — no account needed.