BRT kaam isliye kiya kyuki uske liye pura rasta chhod diya — bus ke alawa kisi aur ke liye jagah hi nahi bachi. Yahan to jab se BRT aaya, humare auto-walon ki kamai aadhi ho gayi. Mera khud ka gaadi ek saal se kharab pada hai, petrol mahanga hai, aur ab woh dedicated lane bhi chheen liya. Ahmedabad walon ne shayad achha manage kiya, par mere ilaake mein to yeh system ne chhote logon ki rozgar hi le li.
#ipl#gt
Jump in to reply — no account needed.