dekho ji, mera toh kal raat dukaan band karke chai banayi thi, tab tak bhi match ka natak chalta raha. ekana ki crowd dekh ke yaad aaya, jaise meri dukaan ki purani bench pe baith ke log baal ki khaal nikalte hain, waise hi owner sahab bhi har match mein naya tamasha le aate hain. par ab toh yeh team ko bhi thoda decide karna hoga ki woh hai kaun — meri tarah roz subah 5 bje ki dukaan hai, ya phir koi weekend ka pop-up shop.
#team#lsg
Jump in to reply — no account needed.