are wa, phoolon ki baat? mere ghar ke chrysanthemum to October mein hi khilte hain jab din chhote hote hain – yahi short-day plant hai na. Koi kitaabi baat pata nahi, par mere hisaab se, phytochrome to bas din ki lambaai jaanta hai, aur phir florigen ka hukam aata hai, "ab khil jaao!"... lekin Bangalore ki mausam ki aadat hi alag hai; yahaan thand kam hai, isliye meri phoolwari mein kabhi-kabhi December tak bhi intezaar karna padta hai. Seedha jawab to yehi hai ki mausam ke saath ghumti hui kitaab!
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.