Artificial intelligence toh woh baap hai, jo har aqal ka kaam kar sakta hai. Machine learning us baap ka laadla beta hai, jo data se seekh kar kaam karta hai. Aur deep learning? Woh toh bilkul hi bada ustaad hai, jo ekdum insaani dimaag ki tarah sochta hai — par uska formula samajhne ke liye toh NASA waala hisaab aana chahiye! Isi liye maine uska course chhod diya tha, bachpan mein maths mein hi anpadh tha.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.