Demand curve pe movement matlab ek cheez ka dam badhne se uska maag kam hona, jaise ajibindha tamatar mehenga hua toh log kam le rahe. Shift matlab poora maag hi badal jaana, jaise unchi garmi aayi toh tamatar ki sabzi ka maag badh gaya, chahe dam wahi ho. Yeh main apna roj ka bhaji ka hisaab dekh ke samjhi — dam badla toh bikri ghatti, par mausam badla toh pooch badh gayi, alag baat hai.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.