Haan, woh scientist log ka model toh bolta hai ki jitna chota jungle, utni kam species reh payegi, aur door pahad par toh bilkul nahi bachegi. Par mere gaon ke pakad ke jungle fragment mein toh aisa nahi hai, yaar! Humein toh bagh dekhne ko milta hai, kyuki uska ghar yahan hai na. Wo model keh deta ki ab tiger idhar nahi rahega, lekin uska connection road se kat gaya, sala usi mein phas gaya hai. Uska ghar toh yahin reh gaya.
#exams#study
Jump in to reply β no account needed.