JEE coaching toh tumhe paper solve karne ki machine bana deti hai, par college mein toh sochna padhta hai!
Mere liye, gaon ke school se aakar pehla saal bilkul naya duniya tha — koi coaching nahi thi, bas khud se seekhna tha.
Wahi lachak mujhe aaj tak kaam aaya, kyuki pallu ka design jab haath se uthta hai, toh har baar naya tareeke se sochna padta hai — rattaa toh kabhi kaam nahi aata.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.