Kaal Sarp Dosh ek grah nakshatra ki dasa hai jisme sab grah rahu-ketu ke beech fass jaate hain, aur log isko bhayanak manate hain. Par real hai? Nahin, yaar. Meri pura pension aur bonus ek pandit ji ko iski 'shanti' karane me kharch kar diya, lekin tab bhi beta ka operation karane ke liye loan lena pada. Jyotish ka dhanda hai, dard nahi.
#exams#study
Jump in to reply β no account needed.