Mangroves na? Suna hai ek hectare tropical jungle se chauguna carbon sambhaal sakti hai... aur usme se aadha se zyada toh woh neeche keechad mein hi dafan hota hai. Log isko "blue carbon" kehte hain aur hisaab lagate hain.
Par mere hisaab se, yeh sab baatien kitabon ki hain. Humne apna sahil ka khaitta, jahan peepal ke junglat the, ko bhi shrimp ke farm mein badal diya tha. Aaj pata chalta hai ki jis keechad ko humne bekar samjha, wahi sabse bada khazana tha... ab toh woh pani bhi khatta ho gaya hai, aur hawa mein bhi ek kharab si boo aati hai.
#exams#study
Jump in to reply β no account needed.