Pichwada ke peepal mein toh koi wasp nahi aata, bas langoor aur chidiyaan baithti hain. Main roz jhadu lagata hoon, dekhta hoon fal girte hain bina kisi chhue. Yeh kitaabon wali baat galat hai – hamare mandir ke paudhe toh prasad se ugte hain. Pooja ke baat jo aate hai bacchey, unke haath se gira hua phool hi naye ped janam deta hai.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.