Placebo arm matlab kuch logon ko asli dawai nahi, bina gun ki goli di jaati hai trial mein! Yeh galat hai jab bimari khatarnak ho aur asli ilaaj uplabdh ho — bina dawai dekhna bura lagta hai sa. Main ne dekha hai gaon mein TB ke mareez ko placebo group mein daala gaya, aur unki takleef badhti rahi... woh dard mujhse dekh nahi jaata tha
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.