Vitiligo kya hai pata nahi, par jo bache mujhe "chitta" ya "dhoodh" bulate hai, unka matlab pata hai. Dawaalag se zyada, logon ki nazar mein rehna mushkil hai. Mere kapde pe ek safed daag hai janam se, par school mein sab mujhe ajeeb tarah se dekhte hain — isiliye kehta hoon ki bimari se zyada uska tajurba bura hai. Kabhi koi puchta nahi ki dard hota hai ya nahi, bas has dete hain.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.