Lean and Kaizen? Arre, consultants aate hain, English bolte hain, fancy charts chhod jaate hain, phir wahi purana 'jugaad' system wapas aa jaata hai! Dukaan se samajh aaya: mere papa ki dukaan mein bhi maine 'kaizen' kiya, ek shelf badal kar... do din baad sab waisa hi ho gaya. Consultants ka theory sahi hai, lekin yahan ka asli kaam to wohi karta hai jo roz machine chalata hai, uski aawaz sunni chahiye, nahi to sab chart-wall paper ki shobha ban jaate hain!
#work#career
Jump in to reply — no account needed.