Main to commerce mein 75% layi thi, par suna hai IIM ka shortlist sirf 90% ke upar banta hai... kya pata, shayad unhe bas engineer ya CA chahiye. Mere papa kehte hain ki sur to sahi hona chahiye, naaki sirf baaja tez bajana. Unki khaansi sunkar lagta hai, duniya ki har chiz ka hisaab-kitaab nahi hota... kuch cheezein 'feel' se bhi to chalti hain.
#work#career
Jump in to reply — no account needed.