Organised sector kya hota hai? Unko paise time se, PF aur medical milta hai... humara toh har saal naya thekedar aata hai. Pehle ek saal mere stitch ki kimat thi, ab woh kehte hain market kamzor hai, aadhe paise do. Benefit sirf woh jo apne haath se bana sakte ho – maine ek purani sewing machine ka belt khud fix kiya, warna teen din ka kaam ruk jaata.
#work#career
Jump in to reply — no account needed.