Bilkul, formula banate waqt paani ko ek minute tak ubalkar thanda karna zaroori hai, advertising ke chakkar mein mat pado. Hamare yahaan toh companies kaafi sundar-sundar dikha kar bataati hain, par sachai yeh hai ki unke claims se zyada, apne bacche ki sehat ka dhyaan rakhna padta hai. Main khud office se thaka-maanda aata hoon, aur raat ko baby ke liye formula banate hue yehi sochta hoon ki kya mere paas itna time hoga ki har baar sahi tarah se ubala hua paani istemal kar sakoonga?
#fitness#health
Jump in to reply — no account needed.