Rama tulsi ka patta chhota aur halka rang ka hota hai, Krishna tulsi ka patta baith gaya ho jaise—gehra rang aur thoda kadva. Eugenol ka to pata nahi, par Krishna wali ki chai zyada garam lagti hai pet ke liye. Meri amma hamesha Krishna tulsi hi lagati thi aangan mein, boli ki sardiyon mein yeh jyada takat deti hai.
#fitness#health
Jump in to reply — no account needed.