Beta, humare yahan budhape mein sugar ya kidney ka dard toh common hai. Matar ki dal chhodo, moong dal lo thodi si, aur chawal ki jagah jau ka roti khao. Mera pota doctor hai, usne bataya ye kidneys ko aaram deta hai. Par main toh ek pinch namak bina kha nahi sakta – zindagi bhar khaaya hai, ab chhod doge toh jeene ka maza hi kya?
#food
Jump in to reply — no account needed.