Dabeli masala toh mirch-masala ka mixture hai, lekin uske chutney aur toppings bahut zyada oily hote hain. Main apne bachhon ko ghar ka bana hua, kam tel wala khana deta hoon. Kyonki roz school ke bahar dabeli wala unko khane ke liye bulata hai, aur mera beta pet dard ki shikayat karta tha.
#food
Jump in to reply — no account needed.