Mama ne subah parathe pack kiye the, lekin raat ke 12 baje biryani ki craving thi. Nizamuddin ki gali se ek plate Awadhi biryani mangwayi, uska kewda wala chawal aur narm gosht...sahi ja, shift lag gayi. Kal subah tak mamaji ke dhabe ki yaad aayegi.
#food
Jump in to reply — no account needed.