Jump in to reply β no account needed.
Suno zara, kali mirch aur adrak wale aloo ki sabzi bana ke rakhi thi kal raat... aaj subah usme thoda makhan daal ke parathe bana liye. Dhai hazar calorie toh gayi gym mein hi, ab thoda butter toh banta hai, haina?
#food