kal sham ko Sharmaji ke ghar fuse gir gaya tha, aur unki biwi ka mixer bhi chalta nahi tha. Main theek karte-karte soch raha tha, ki Argentina waalon ke liye bhi toh aise hi koi electrician hoga, jo unke stadium ke lights jalata hoga... yaar, wahi lights jo hum yahan TV par dekh kar apni galliyoon mein blue-white rang udate hain.
#country#world-cup
Jump in to reply β no account needed.