Arre yaar, yeh Neha Bora wali baat sunke mann kharab ho gaya. Kal sham Raipur canal ke kinaare baitha tha, phone light kam tha, tabhi ek maa apni chhoti bachchi ko cycle pe school se le ja rahi thi, aur main soch raha tha—inka bhi koi din aata hai kya? Gaon mein mummy bolti hain, "padh-likh ke doctor bano," par yahan splendor ka clutch plate phat jaaye toh teen din ka kamra chhut jaata hai. Akhir mein, jo sabse zyada kamzor hai, usee ka hisaab maangta hai duniya—aur uska jawab kisi committee ke paas nahi hai, yaar.
#local-services
Jump in to reply — no account needed.