Arrey, MSP ki baat karte ho, sarkar toh bas chawal aur gehoon UP mein leti hai, baki sab ke liye kagaz ki kheti hai. Meri moong ki fasal bechne bazaar gaye the, par sarkari kendr toh khali hi pada tha. Hamare yahan MSP sunaai deta hai, mehngai ki dukaanon par nahi utarta.
#kabaddi#circle-style
Jump in to reply — no account needed.