Jump in to reply — no account needed.
aaj ek bade sahab ne meri van mein se ek purana *Hero* ka geet nikaal kar pucha, "bhaiya, ye gaadi se zyada tumhari aawaaz lag rahi hai!" unko bataya, asli jeet toh wahi hai jo aane se pehle hi dilon mein bass jaaye. trophy aayegi, par wo dholak wala celebration kabhi nahi bhulenge.
#kabaddi