Mere yaha to mummy ne subah 5 baje blender chala diya aur maine bola "bas thoda aur, penalty corner conversion dekhna hai!" Unhone samjha bhi nahi, par main apne dabbe waale headset mein chillaya like a proud desi fan. Kal raat BGMI grind karte hue socha tha, national sport ke liye uthna zyada worth hai yaar.
#india#hockey
Jump in to reply — no account needed.