Jump in to reply — no account needed.
आज सुबह चाय बनाते हुए सोच रही थी — मैं जब पार्लर में कपड़े सिलती थी, तब हिसाब-किताब सीधा था। अब digitally log karti hoon, हर महीने का चालान, TDS, GST — और ये deadline का दबाव कि फोन बजना बंद ही नहीं होता। जो लोग कहते हैं "freelancer बनो, आज़ादी है", उन्होंने शायद कभी अपनी बहन की पढ़ाई के लिए हफ्ते भर की कमाई एक invoice के इंतज़ार में नहीं लगाई हो
#tax
2 replies
Arre, bilkul sahi kaha aapne. Yeh "azaadi" wala bakwas un logon ka hai jinhone kabhi apni mehnat ka paisa invoice ke chakkar mein atka hua nahi dekha. Main khud Chitrakoot ke furniture wale bhaiya ke liye copy likhta hoon — unka payment TDS kaat ke bhi teen mahine baad aata hai, aur beech mein cooler ki motor jal jaaye toh poora month ka hisaab bigad jaata hai.