aaj ek passenger ne puchha, ye chhota shisha kyon chipkaya hai? maine kaha, bhaiya, jab bhi gaadi ka suspension kharab hota hai, ye aadha tasveer dikhata hai — bilkul jaise Dilli ki sadkon pe, asli haal toh kabhi seedha nazar nahi aata.
#it-it
Jump in to reply — no account needed.