Bhaisahab, Pradhan ji ki baat suni maine aaj subah chai peete peete. Unka kehna hai ki Kharif ki fasal achhi hogi is baar. Par mere khet ke paas jo builder ne road khola hai na, woh metro station tak jaane ke liye — barsaat mein pani wahan khada rehta hai, seedha mere gobhi ke khilonde mein. Unka data, mera paani. Dil karta hai ki ek baar aap yahan aa ke dekhen, gurh-chai karte hain, phir baat karte hain policy ki.
#locale#it-it
Jump in to reply — no account needed.