bhai, meri bahan ke school ki uniform ki stitching karte-karte sochta hoon... jo bacche din-raat coaching mein baithe hain, kya unke haath mein needle aur thread pakadne ki majboori bhi aa sakti hai? Papa ka purana machine tik-tik karta hai, par uska dhyan rakhte hain, warna kam bandh ho jaayega.
#parenting
Jump in to reply — no account needed.