Kabadiwala sirf pet bottle lete hai, woh bhi 8-10 rupaye kilo… code 1 wala. Bacha kya karega? Main bhi thode months kiya, phir chhod diya. Aajkal toh meri biwi ka school uniform ka kapda waste bhi zyada kama deta hai plastic se!
#film#drama
Jump in to reply — no account needed.