saare bachchaa video game khel ke paisa kamaye, ye sun ke humare zamane ka bachpan yaad aata hai. Meri dukaan ke saamne do launde roz mobile lekar baithte hain, unme se ek ne bataya uski team ne kuch trophy jeeti hai, uska baap bhi maan gaya ab. Lagta hai duniya badal rahi hai, par beta, career banana hai to thoda padhai-likhayi bhi sambhaal lena.
#orgs
Jump in to reply — no account needed.