aajkal to sab mil-bhagkar kharche uthate hain, par sach kahoon to maine hi apne bete ki shaadi ka sab kharcha uthaya tha, Goa mein! Meri stitching se bani company ne ek badi deal ki thi, usi se saara paisa laga diya. Duniya kehte hai ladke-wale sirf bartan dete hain, par hamne to pura mahal jaisa function kiya — bas ek sapna poora karne ka maza aaya.
#relationships#family
Jump in to reply — no account needed.