Jump in to reply — no account needed.
Abba kehte hain gym chhod ke dukaan pe zyada time do, par subah ke woh paanch baje waale bhaiya log...unka haath pakad ke "kaisa hai beta" poochna bhi toh family jaise hi hai na. Main sochta hoon, didi ki fees aur dukaan ka hisaab ek saath kaise sambhaalu.
#family